Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata
jo beet gaya hai vo guzar kyon nahi jaata
benaam sa yeh...
Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahein
Kya baat hai main waqt pe ghar kyoon nahi jaata
jo beet gaya hai voh guzar kyoon nahi jaata
Vo ek hi chahra to nahi saare jahan main
Jo door hai vo dil se utar kyon nahi jata
Jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh....
Main apni hi uljhi hui raahon ka tamasha
Jaate hai jidhar sab main udhar kyoon nahi jata

Vo naam jo barson se na chehra hai na badan hai
vo khwab agar hai to bikhar kyoon nahi jata

-Jagjit Singh (Rayavat-09)

Just checking back to read any postings you may have written.
ReplyDeleteI’ve been following and enjoying your blog for a while now and would like to invite you to visit and perhaps follow me back. Sorry I took so long for the invitation.